Search This Blog For More Than 10,000+ Ebooks

Custom Search

December 10, 2008

Tu Hi Meri Dost Hai

One of the recent hit song from the movie Yuvraaj

Lyrics for this song:
Aaja Main Hawaon Pe Bithake Le Chalun
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behta Hoon Main Nili Raaton Mein
Main Jaagta Rehta Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main
Aaja Main Hawaon Pe Bithake Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Doost Hain

Raat Mein Chandni Kabhi, Aisi Gungunati Hain
Sunn Zara Lagta Hain Tumse, Awaaz Milati Hain
Main Khayalon Ki Mehek Hoon, Gungunate Hain Saaz Par
Ho Sake Toh Milale, Awaaz Ku Le Saaz Par
Aaja Main Hawaon Pe Bithake Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behta Hoon Main Nili Raaton Mein
Main Jaagta Rehta Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main

O Kabhi Kehta Hai Saahil, Jahan Shaam Utarti Hain
Kehte Hain Samunder Se, Ek Pari Gujarti Hain
Woh Raat Ki Rani Hain, Sargam Par Chalti Hain
Re Sa Re Sa Re Sa, Sa Re Sa Re Sa Re
Aaja Main Hawaon Pe Bithake Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Mera Doost Hain
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chaloon
Tu Hi Toh Mera Doost Hain
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behti Hoon Mein Nilli Raaton Mein
Main Jagti Rehti Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main
Awaaz Hoon Main

0 Comments By Users:

Custom Search

Browse Archives

Subscribe in a reader
Add to Google

Subscribe to analog and other stuff by Email